तुम्हारे चरणों में हमने देखा,
गजब की ममता बरस रही है,
तुम्हारे दर्शन की आस में माँ,
तुम्हारे दर्शन की आस में माँ,
हमारी अंखियां तरस रही है,
तुम्हारे चरणो में हमने देखा,
गजब की ममता बरस रही है।
सुना है तेरी कृपा निराली,
सुना है तेरी कृपा निराली,
जो दर पे आया गया ना खाली,
तुम्हारे आंचल की छांव में माँ,
तुम्हारे आंचल की छांव में माँ,
दया की सरिता छलक रही है,
तुम्हारे चरणो में हमने देखा,
गजब की ममता बरस रही है।
मिला सहारा जो जग से हारा,
मिला सहारा जो जग से हारा,
फसा भंवर में हुआ किनारा,
तुम्हारी दृष्टि पड़ी है जिस पर,
तुम्हारी दृष्टि पड़ी है जिस पर,
माँ उसकी किस्मत संवर रही है,
तुम्हारे चरणो में हमने देखा,
गजब की ममता बरस रही है।
तुम्हारे चरणों में हमने देखा,
गजब की ममता बरस रही है,
तुम्हारे दर्शन की आस में माँ,
तुम्हारे दर्शन की आस में माँ,
हमारी अंखियां तरस रही है,
तुम्हारे चरणो में हमने देखा,
गजब की ममता बरस रही है।
स्वर – अंकिता मिश्रा।
Tumhare Charno Me Humne Dekha Song YouTube Video
| 🎵 Song Details & Credits | |
|---|---|
| 📌 Song Name | Tumhari Charanon Mein Maiya |
| 🎤 Singer Name | Ankita Mishra |
| ✍️ Lyrics | Pushkar Kumar |
| 🎧 Music | Pushkar Kumar & V Vibhor |
| 🥁 On Screen Tabla | Banti Babu |
| 🏢 Presentation | Swar Ashram |
| 🗓️ Release Date | 30 / September / 2025 |
Tumhare Charno Me Humne Dekha Bhajan Lyrics in Hinglish (Roman script)
Tumhare charano mein humne dekha,
Gajab ki mamta baras rahi hai,
Tumhare darshan ki aas mein Maa,
Tumhare darshan ki aas mein Maa,
Humari ankhiyan taras rahi hai,
Tumhare charano mein humne dekha,
Gajab ki mamta baras rahi hai.
Antara 1
Suna hai teri kripa nirali,
Suna hai teri kripa nirali,
Jo dar pe aaya gaya na khali,
Tumhare aanchal ki chhaanv mein Maa,
Tumhare aanchal ki chhaanv mein Maa,
Daya ki sarita chhalak rahi hai,
Tumhare charano mein humne dekha,
Gajab ki mamta baras rahi hai.
Antara 2
Mila sahara jo jag se haara,
Mila sahara jo jag se haara,
Fasa bhanwar mein hua kinara,
Tumhari drishti padi hai jis par,
Tumhari drishti padi hai jis par,
Maa uski kismat sanwar rahi hai,
Tumhare charano mein humne dekha,
Gajab ki mamta baras rahi hai.
Chorus
Tumhare charano mein humne dekha,
Gajab ki mamta baras rahi hai,
Tumhare darshan ki aas mein Maa,
Tumhare darshan ki aas mein Maa,
Humari ankhiyan taras rahi hai,
Tumhare charano mein humne dekha,
Gajab ki mamta baras rahi hai.