रंग गुलाल लगावन लाग्या,साँवरियो नाचे रे,
भगता के देखो प्यार में,
संवारियो नाचे रे,
आकर के बीच बाजार में,
संवारियो नाचे रे।।
गली गली में घूम रही है,
मस्तानो की टोली,
नाचे झूमे ख़ुशी मनावे,
खेले आंख मिचौली,
भर भर के वो झोली,
लाख छुड़ाया कन्हैया ने,
कलाइयां नहीं छोड़ी,
कलाइयां नहीं छोड़ी,
सांवरियो मुस्कावे रे,
भगता के देखो प्यार में।।
रंग बिरंगों बागों पहने,
ठुमक ठुमक कर चाले,
आवे जो सामने देखो,
उख बाथि वो घाले,
नैन से नैन मिलाकर देखो,
भगता ने हर्षावे,
टेढ़ी मेडी चाल यो चाले,
फिर भी बच न पावे,
कानो झुक जावे रे,
भगता के देखो प्यार में।।
साँवरियो नाचे रे,
भगता के देखो प्यार में,
संवारियो नाचे रे,
आकर के बीच बाजार में,
संवारियो नाचे रे।।
Singer – Seema Jajoo Singhvi
Sawariyo Nache Re Bhagta Ke Dekho Pyar Me Bhajan Lyrics in Hinglish (Roman script)
Rang gulaal lagaavan laagya, Saanwariyo naache re,
Bhagta ke dekho pyaar mein,
Saanwariyo naache re,
Aakar ke beech bazaar mein,
Saanwariyo naache re..
Gali gali mein ghoom rahi hai,
Mastaano ki toli,
Naache jhoome khushi manaave,
Khele aankh micholi,
Bhar bhar ke woh jholi,
Laakh chhudaaya kanhaiya ne,
Kalaiyaan nahi chhodi,
Kalaiyaan nahi chhodi,
Saanwariyo muskaave re,
Bhagta ke dekho pyaar mein..
Rang birango baago pehne,
Thumak thumak kar chaale,
Aave jo saamne dekho,
Ukh baathi woh ghaale,
Nain se nain milaakar dekho,
Bhagta ne harshaave,
Tedhi medhi chaal yo chaale,
Phir bhi bach na paave,
Kaano jhuk jaave re,
Bhagta ke dekho pyaar mein..
Saanwariyo naache re,
Bhagta ke dekho pyaar mein,
Saanwariyo naache re,
Aakar ke beech bazaar mein,
Saanwariyo naache re..